CID in New Case




CID team reaches a room where a dead body is supposed to be found.



ACP: Dekh kya rahe ho Daya, baar baar bolna padega kya..- Darwaza tod do !



...Daya - Sir, main toh crime site pe pahunchte hi darwaza dhoondhta hoon. lekin iss kamre mein toh darwaza hi nahin hai.



Abhijeet: hain ? lagta hai khooni bahut chalaak hai. usse pata tha Daya darwaza todne zaroor aayega. usne bina darwaza ke kamre mein hee laash faenk di.



Fredricks: Sir, ab kya karen ?



ACP: Wapas chalo. iss kamre mein darwaza nahin hai. yeh case humse solve nahi hoga....





No comments:

Post a Comment