CID PJ SMS

1. MANCHESTER UNITED main khelata hai ROONEY
wah wah
MANCHESTER UNITED main khelata hai ROONEY
ACP PRADYUMAN ne kaha "Akhir chahata kya hai khuni"


2.
Hamare dil mein hain aap ke liye chahat
gaur farmaiye...

hamare dil mein hai aap ke liye chahat

...CID ke bad 11baje aata hai AAHAT


3.
Charo aur IPL ki dhoom hai..
wah wah . .
wah wah..
Charo aur IPL ki dhoom hai
ACP Pradyuman kehta hai "Daya ye Atmahatya nahi Khun Hain "


4.
Agar tyre ghumega to gadi b zarur hilegi
Agar tyre ghumega to gadi b zarur hilegi
ACP Pradyuman ne kaha tumne khun kiya hai saza to tumhe zarur milegi..


5.
Zamane se hume na
shikayat hai na gila.............

Zamane se hume na
shikayat hai na gila.............
...
"ACP" sir jaldi aaiye yahan kuch mila.............

No comments:

Post a Comment